Koi Imam (Ya Ameer) Apne Yaha Khushi Ke (Mauke) Mahfil Mein Bad-Aqeeda Ko Dawat De Ke Bulaye

Aur Uss Bad Aqeeda Ke Aane Par Usse Mulakat Karein To Shariat Mein Aise Imam Ko Kya Kahte Hai?

Jawab:

Bad Aqeedo Bad Mazhabo Se Jab Muamlaat Jaayez Nahi. To Muwalaat Ba Darja E Awla Najaayez Hain.

Agar Waaqai Us Imam Ne Wahabiyo, Deobandiyo Khinzeero Ko Begair Kisi Wajah E Sharai Ke Apne Yahan Daawat Di, To Wo Gunahgar Hua.

Ye Sulah E Kulliyat Ki Jaanib Uski Pesh Qadami Hai Aisa Imam Gunahgar Fasiq Hai.

Jab Tak Wo Elaaniya Tauba Na Karein Aur Uski Tauba Par Logo Ko Yaqeen Na Ho Jaaye, Uske Peeche Namaz Makrooh E Tahrimi.

Awam Ko Chahiye Ke Aise Imam Se Talluq Na Rakhein.

Wa-Allahu Taala Alam

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah

Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi

Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love