Halate Namaz Me Imam Sahab Takbeer Lambi Karde To Hame Bhi Unke Piche Lambi Takbeer Kahni Hai?

Hamne Takbeer Kahna Imam Sahab Ke Kahne Ke Baad Start Kiya Per Imam Sahab Bahot Jyada Khichte Ho To Hamari Takbeer Unse Pahle Finish Ho Jaye.nnTo Iska Kya Hukam Hai.nnTo Sawal Ye Hai Ki Kya Takbeer Wa Tasmi? Me Bhi Hame Imam Sahab Ke Piche Hi Rahna Hai Agar Lambi Kare Fir Bhi?nnJawab:n

Agar Takbeer E Tahreema Mein Imam Se Pahle Takbeer Khatm Kar Li To Us Muqtadi Ki Namaz Nahi Hui.

n

Aur Agar Takbeer E Tahreema Ke Ilawah Kisi Aur Takbeer Mein Imam Se Pahle Poora Kar Liya To Namaz Ho Jaayegi.

n

Magar Aisa Qasdan Karna Makrooh Hai Aur Hukm Hai Ke Imam Ke Saath Ya Imam Ke Ba?ad Takbeer Wagairah Khatm Kare.

n

????? ?????? ????

n

??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Dilshad Ahmad Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love