Agar namaz e janaza taiyar hai or agar wazu banayege to namaz ho jayegi
Ya wahan par wazu ka intezam naho, To kya bina wazu ke hi namaz e janaza ki jamaat me shamil ho sakta hun ?
Jawab:
Agar Wo Maiyyat ka Wali nahi hai aur waaqai namaz e janaza ke Chhut jaane ka khauf ho to tayammum kar ke Namaz ada kar sakta hai.
○●●●●●●●●●●●●○
Khalifa e Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
○●●●●●●●●●●●●○
- Advertisement -
Comments are closed, but trackbacks and pingbacks are open.