Agar kisi ne deobandi ki Namaz e janaza padhi to kya hukm hai

Qasdan ya Sahwan dono hukm bayan farmaye.

Jawab:

Agar uski badmazhabi hadd e kufr ko pahoch chuki thi aur uski namaz e janaza padhi to ye kufr hai.

Us par tauba o tajdeed e iman lazim hai Aur agar Anjaane mein padhi to apni baraa’t ka e’laa karein aur ehtiyatan tauba o tajdeed e iman bhi kar le.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love