Ya wahan par wazu ka intezam naho, To kya bina wazu ke hi namaz e janaza ki jamat mein shamil ho sakta hu?
Jawab:
Agar Wo Maiyyat ka Wali nahi hai aur waaqai namaz e janaza ke Chhut jaane ka khauf ho to tayammum karke Namaz ada kar sakta hai.
Khalifa e Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi