Aur Kya Hukam Auliya E Kiram Ki Mazaro Ke Liye Rahega.
Jawab: Walidain Laayeq Tazeem Hain. Zindagi Mein Bhi Unke Hatho Ko Bosa De Aur Inteqal Ke Baad Unki Qabro Par Haazri De Aur Khoob Isaal E Sawab Karein.
Tazeeman Unki Qabr Ko Choomna Bhi Jaayez Hai.
Auliya E Kiraam Ke Mazarat Par Hazri Dene Ka Tareeqa Ye Hai Ke Qabr Se Kam Az Kam 4 Hath Door Adab Ke Sath Khada Ho Kar Haazri De.
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi