Kya asar ki namaz ke baad namaz e janaza nahi padh sakhte?

Jawab:

Agar makrooh waqt nahi to koi karaahat nahi.

Isi tarah agar Janaza Auqat e Makrooha mein hi laaya gaya, to us waqt Namaz parhi ja sakti hai aur pehle se rakha ho to makrooh hai.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love