Category Janaza

Makruh Waqt Mein Namaz e Janaza Padhna Kaisa Hai?

Jawab: Agar Makruh Waqto Mein Janaza Laaya Gaya, Toh Ussi Waqt Padhein Koyi Karahat Nahi. Karahat Uss Surath Mein Hai Ki Pehle Se Janaza Tayyar Moujood Hai Aur Taaqir Ki, Yaha Tak Ki Waqte Karahat Aagaya! Bahar E Shariyat, Aalamgeeri