Agar kisine aisi mannat ki ladka hoga to mai mithai mein wazan karungi

Aisi mannat karna or mannat ki to pura karna zaruri hai Or agar wazan ki hui mithai wagaira de, to usse khana kaisa.

Rehnumai Farmaye.

Jawab:

Agar gareebo mein mithaai sadqa karne ki mannat hai.

To beta hone par utni mithaai sadqa karna wajib hai.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love