Jis Kisi Ne Bhi Agar Mannat Na Utari Ho To Kya Usper Koi Kufr Hota Hai
Agar Koi Bhul Jaye Mannat Utarna To Musibat Aati Hai Kya?nnJawab:nnAgar Mannat e Sharai Hai To Use Pura Karna Wajib Hai.nnAgar Ab Tak Nahi Kiya To Ab Kar Le.nnAgar Pura Na Kiya, To Gazab e Ilahi Me Giraftar Hoga.nnWa-Allahu Ta’ala…