Agar Koyi Insan Quran E Paak Ki Qasam Khaye Aur Kahe Ki Main Yah Kaam Nahi Kurunga
Aur Phir Wahi Kaam Phir Se Kare To Aise Shakhs Ke Liye Kya Hukm Hai.
Shari’At Ka Aur Kasam Todne Par Koyi Kaffara Dena Hoga?
Jawab:
Qasam Todne Ka Kaffara De.
Yaani 10 Miskeeno Ko Dono Waqt Khana Khilaye,
Ya Kapre Pehnaye,
Ya 10 Miskeeno Ko Sadqa E Fitr Ki Miqdar Raqm De De.
○●●●●●●●●●●●●○
Khalifa E Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi
○●●●●●●●●●●●●○
- Advertisement -
Comments are closed, but trackbacks and pingbacks are open.