Allah Ki Kasam Khayi Aur Fir Wo Kasam Pe Khara Nahi Utra (Yani Kasam Tod Di) To Uska Kaffara Kya Hai?
Jawab:
Agar Allah Ki Kasam Khayi Ke Mai Kisi Se Baat Nahi Karunga Aur Kisi Se Baat Ki To Us Par Kaffara Wajib Hai.
Kaffara Ye Hai Ke:
10 Miskeeno Ko Dono Waqt Khana Khilaya Jaaye.
Ya Pahenne Ke Kapre Unhe Diye Jaayein.
Agar Ye Na Ho Sake To Lagataar 3 Din Roza Rakhe.
○●●●●●●●●●●●●○
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
○●●●●●●●●●●●●○
- Advertisement -
Comments are closed, but trackbacks and pingbacks are open.