Maa Agar Namaz Me Ho Aur Ghar Me Maa Ke Alawa Koi Naa Ho Aur Baccha Almari Ke Andar Jakar Khud Ko Band Karle
Aur Rone Lage Aur Khadsha Hai Ke Jab Tak 4 Rakat Khatam Hogi Tab Tak Baccha Bohot Pareshan Hoga Ro Ro Kar.
To Kya Aisi Surat Me Namaz Tod Sakte Hain?
ANSWER
Agar Waaqai Baccha Pareshan Hai Aur Mazeed Pareshani Me Pad Sakta Hai.
To Maa Namaz Tod Kar Use Nikaal Sakti Hai.
Aur Phir Se Namaz Shuru Kare.
○●●●●●●●●●●●●○
Khalifa E Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi
○●●●●●●●●●●●●○
- Advertisement -
Comments are closed, but trackbacks and pingbacks are open.