Nifas ke baad 6 month haiz na aya ?
2) Nifas ke baad haiz nahi aya 6 month aur 9 month isi darmiyaan dosra hamal rah gaya?
To ab namaz ka kya hukm ?
Jawab
Haiz nahi aaya to wo paak hai. Apni Namaze ada karti rahe.
Isi tarah hamal ke darmiyan bhi Namaz ada karti rahe.
○●●●●●●●●●●●●○
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
○●●●●●●●●●●●●○
- Advertisement -
Comments are closed, but trackbacks and pingbacks are open.