Aurat ka Mazarat par Jana bilkhusus Baghdad Sharif, Maidan E Karbala
Deegar ziyarat wa qabristan main jana ba-shart Mehram ke saath aur parde ki halat main kaisa hai?
Jawab:
Behtar ye hai ke khaas Ziyarat ke iraade se safar na kare.
Balke Shauhar ya Waalidain ki khidmat ke iraade se unke sath safar kare.
○●●●●●●●●●●●●○
Khalifa e Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
○●●●●●●●●●●●●○
Comments are closed, but trackbacks and pingbacks are open.