Nifas ke baad 6 month haiz nahi aya?

2) Nifas ke baad haiz nahi aya 6 month aur 9 month isi darmiyaan dosra hamal rah gaya? To ab namaz ka kya hukm?

Jawab:

Haiz nahi aaya to wo paak hai.

Apni Namazein ada karti rahein.

Isi tarah hamal ke darmiyan bhi Namaz ada karti rahein.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love