Aurat agar haiz ki halat mein hai

To kya us waqt fatiha ka khana bana sakti hai. Yaani uske haatho se bana hua khana par fatiha diya jaa sakta hai?

Jawab inayat farma kar islaah Farmayenga.

Jawab:

Haiza Aurat Khana bana sakti hai aur us par fatiha dilaane mein bhi harj nahi.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love