Aurat nafl namaz padh rahi thi or namaz ke dauran haiz aa jaye

To namaz ka kya hukm hoga?

Jawab:

Namaz ke dauran haiz aa jayein, To namaz tod de.

Phir agar farz Namaz thi to qaza nahi, or nafl thi to taharat hasil hone ke ba’ad uski qaza zaroor padhein.

Bahar-e-Shariat Hissa 02

Khalifa e Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love