Par Unko Bich Mein Blood Aya To Wo Abhi Bhi (Pregnant) Hai.
Bich Mein Blood Aya To Kya Wo Napak Hui Namaz Padh Sakti Hai Ya Nahi?
Jab Blood Aana Band Ho Jayega Tab Padh Sakti Hai.
Reh Reh Kar Blood Ata Hai Fir Bhi Padhenge.
Doctor Ka Ilaj Bhi Chal Raha?
Jaise Aaj Thoda Aya Fir Kal Aya Fir Parso Nahi Aya Fir Chaar Din Ke Baad Aya.
To Is Halat Me Namaz Bhi Padh Sakti Hai Ya Nahi.
Ye Bataye Namaz Aisi Halat Mein Padhna Jayez Hai?
Jawab:
Hamal Ki Haalat Mein Jo Khoon Aaye Woh Istehaaza Hai.
Is Me Namaz Muaaf Nahin Namaz Ko Unke Waqto Pe Padhna Farz Hai.
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Dilshad Ahmad Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi