Madarse Ki Zameen Jo Is Waqt Khali Padi Hai

Usme Padhayi Nahi Hoti Aur Bagal Mein Masjid Hai Jo Bahot Chooti Hai.

Jisse Namaziyo Ko Dikkat Hoti Hai Aur Sadak Par Namaz Padhni Padati Hai.

To Madarse Ke Zamin Se Kya Thodi Si Zameen Hadiya De Kar Liya Ja Sakhta Hai.

Jawab:

Agar Waaqai Wahan Zarurat Hai Aur Masjid Mein Tausee Zaruri Hai.

Aur Waha Madrase Ki Zameen Ke Ilawa Koi Aur Zameen Nahi.

To Qeemat De Kar Zarurat Bhar Zameen Masjid Ke Liye Li Ja Sakti Hai.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love