Or Us Nafa Wale Paise Ko Masjid Ke Trustiyo Ne Masjid Me Na Laga Karke Kisi Dusre Kam Me Kisi Mazar Par Ya Kisi Qabristan Me Laga Diya.nnTo Kya Ye Sharan Jaayez Hai.nnAgar Nahi To Trustiyo Par Kya Hukam Hai.nnANSWERnnJab Wo Raqm Masjid Ki Hai Jo Bank Me Jama Ki Hui Hai.nnTo Milne Wali Zaayed Raqm Bhi Masjid Hi Ki Hogi.nnKe Government Ne Usi Ki Waja Se Diya Hai.nnnLehaza Us Raqm Ko Masjid Ke Kaam Me Hi Sarf Karein Aur Kahin Kharch Karna Jaayez Nahi.nnnWaazeh Rahe Ke Ye Hukm Us Waqt Hai Jab Ke Bank Kafir Ka Ho.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi nKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????