Janab hum jis masjid Me namaz adaa karte hai usme ek dargah bhi hai.

Kya us dargah ke sahen Me namaz adaa hogi aur jaab hum ba jamat namaz padh rahe hai.nnTo Bhi dargah ke sahen Mai namaz hogi.nAgar saf pehle hi khatam hogayi aur dargah ke sehen Tak nahi phochi.nnAur kuch log saafe bana kaar dargah ke sahen Me Namaz padhe rahe hai imam ke piche.nnTo Kya unki namaz hogi.nnJawab:nnAgar Masjid Hi ke sehan me dargah hai, To Namaz ho jaayegi.nnWarna Dargah me jahan saff lagaayi gayi uske aur masjid ke beech 2 saff ki jagah khali reh gayi.nnTo saff muttasil nahi, lehaza iqteda durust nahi.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love