Category Masjid

Hazrat Agar Koi Wahabi Hamari Sunni Masjid Me Namaz Padne Aaye

Aur Wo Saudi Ki Tarah Namaz Padhe.nnTo Kya Humlog Usko Masjid Me Entry Karne Se Rok Sakte Hai Ya Nhi.nnANSWERnnAgar Taaqat Hai To Use Zaroor Roke Warna Gunahgaar Honge.nnn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Dilshad Ahmad QadrinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Jumma ke khutbe ki azan kis tarah di jaye

Jawab: Jumma ke khutbe ki azan usi tarah di jaye, jis tarah pehli azan di jaati hai. Yaani, awaz past na karein aur na jaldi jaldi dein. Mazeed ye ke masjid se baaher mimbar ke samne di jaayein. Khalifa e Huzoor…

Azan Dene Ka Tarika Kya Hai?

Jawab: Masjid Ke Sahan Se Bahar Kisi Buland Jagah Par Qible Ki Taraf Muh Kar Ke Khade Ho Aur Dono Hatho Ke Kalimah Ki Ungliyo Ko Kano Mein Daalkar Buland Awaaz Se Azan Ke Kalimat Ko Tehar Tehar Kar Kahe…

Agar Humne Ek Masjid ki Azaan Ka Jawab De Diya

To Ab Namaz Padh Sakte Hai Na, Chahe Dusri Masjidon Ki Azaan Ki Awazein Aa Rahi Ho?nnJawab:nnMuhalle Ki Masjid Ki Azaan Ke Baad Aap Namaz Parh Sakte Hain.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi nKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????