Qasar Ka Mana Kya Hai Or Qasar Namaz Ka Tarika Kya Hai.
Jawab:
Arabi Me Qasar Kehte Hain “Kisi Cheez Ko Kam Kar Dene Ko”.
Namaz Me Qasar Ye Hai Ke 4 Rakat Waali Farz 2 Rakat Parhi Jaaye.
Qasar Namaz Parhne Ka Wahi Tareeqa Hai.
Jo 2 Rakat Namaz Ada Karne Ka Tareeqa Hai.
○●●●●●●●●●●●●○
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
○●●●●●●●●●●●●○
Comments are closed, but trackbacks and pingbacks are open.