Nabi Mein Aur Rasool Mein Kya Farq Hai?

Quran Aur Hadith Ki Roshni Mein Jawab Mile Toh Zyada Afzal Hoga Please.

Mufti Sahab Baraye Meherbani Jawab Inayat Farmaye.

Jawab:

Nabi Us Bashar (Insan) Ko Kehte Hain. Jise Allah Ta’ala Ne Logo Ki Hidayat Ke Liye Wahi Bheji Ho, Aur Rasool Bashar Hi Ke Sath Khas Nahi.

Balke Malaika (Farishto) Mein Bhi Rasool Hain.

Almo’taqad Mein Zikr Hai Ke Mash’hoor Ye Hai Ke Nabi Wo Hai Jis Par Wahi Bisshara Ho, Aur Agar Tableeg Ka Bhi Hukm Ho to Wo Rasool Hai.

Wa-Allahu Ta’ala A’lam

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love