Jawab:nnIska Matlab Yeh Hai Ki Malik e Nisab Par Kisi Ka Baqi Na Ho.nnYa Itna Ho Ki Agar Baqi Ada Kar De, Toh Bhi Nisab Bacha Rahe.nnToh Is Surat Mein Zakat Nikalni Wajib Hai Aur Agar Baqi Itna Ho Ki Ada Kar De.nnToh Nisab Na Rahe, Toh Is Surat Mein Zakat Wajib Nahi.