Kya Namaz Mein Qirat Farz Hai?

Jawab:

Namaz Mein Qirat Farz Hai.

Iska Matlab Ye Hai Ki Farz Ki Doo Rakato Mein Aur Witr, Sunnat Aur Nafl Ki Har Rakaato Mein Quran Shareef Padhna Zaruri Hai.

Toh Agar Kisi Ne Inme Quran Shareef Na Padha, Toh Namaz Nahi Hogi!

Share your love