Amal-E-Qaleel Aur Amal-E-Kaseer Kya Hota Hai?

Jawab:

Namazi Ne Dauraan E Namaz Aisa Amal Kiya Ke Door Se Dekhne Wale Ko Yaqeen Ho Jaayein Ke Ye Namaz Mein Nahin Hai, To Ye Amal E Kaseer Hai.

Aur Agar Shak Ho Jaayein Ke Pata Nahin Namaz Mein Hai, Ya Nahin To Amal E Qaleel Hai.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Dilshad Ahmad Qadri
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love