Category Meaning

What Is Fard-E-Amali?

Fard-E-Amali (Implicit Obligatory Act): This Is A Command Of Which Is Not As Explicit (As Fard-E-Etiqaadi) But In View Of The Consensus Of The Mujtahideen, (If) The Command Is Based On The Evidence Of Shariah One Is Regarded As Guilty…

Kufr Kise Kehte Hai?

Jawab: Zaruriyat-e-Deen Mein Se Kisi Ek Baat Ka Inkaar Karna Kufr Hai. Zururiyaat-e-Deen Bahut Hai Unme Se Kuch Yah Hai: Khudayetaala Ko Ek Aur Waajibul-Wajood Manna. Uski Zaat Wa Sifaat Mein Kisi Ko Shareek Na Samajhna, Zulm Aur Jhoot Wagaira…

Taboot E Sakina Aur Uski Haqeeqat Kya Hai

Yeh Shamshad (Ek Lamba Khubsurat Darkhat) Ki Lakdi Ka Sanduq Taboot E Sakina Tha. Jo Hazrat Adam Allaihissallam Par Nazil Huwa Tha. Yeh Apki Akhri Zindagi Tak Apke Pass Hi Raha. Phir Bataur E Mairas Ke Yake Baad Digar E…

Misr Aur Fanaye Misr Kise Kehte Hai?

Jawab: Misr Woh Jagah Hai Ki Jismein Koi Kooche (Gali) Aur Bazaar Ho Aur Woh Zila, Ya Tehseel Ho Ki Uske Mutalliq Dehat Gine Jaate Ho. Aur Misr Ke Aas Paas Ki Jagah Jo Misr Ki Maslahton Ke Liye Ho…

Makrooh E Tahrimi Or Makrooh E Tanzihi Kya Hai?

Jawab: Makrooh E Tanzihi Jin Se Bachna Behtar Aur Karna Gunah Nahi Hai. Aur Makrooh E Tahrimi Jin Ka Karna Gunah Aur Bachna Lazim. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Sajda e Sahw Kise Kehte Hai?

Jawab: Sahw Ke Mana Hai Bhoolne Ke. Kabhi Namaz Mein Bhool Se Koi Khaas Kharabi Paida Ho Jaati Hai. Us Kharabi Ko Door Karne Ke Liye Qada e Akhira Mein Do (2) Sajde Kiye Jaate Hai. Inko Sajda e Sahw…

Quruja Bisunihi Kise Kehte Hai?

Jawab: Qaida-E-Aqira Ke Baad Qasdan Manafiye Namaz Koyi Kaam Karne Ko Quruja Bisunihi Kehte Hai. Lekin Salam Ke Alaawa Koyi Dusra Munafi Qasdan Paaya Gaya. Toh Namaz Ka Dubara Padhna Wajib Hai!