Zohar Ki Namaz Padh Ne Ke Liye Masjid Me Jate Hai Aur Waha Jamat Khadi Ho Jati Hai.

To Kya Ab Jo Sunnatein Pehle Padhne Ki Thi Wo Bad-Jamat Ke Padhe?nnYa Nahi Padhega To Bhi Chalega.nnUska Kehna Hai Ke Kisi Aalim Sahab Ne Kaha Tha Ke Badme Padhne Ka Koi Matlab Hi Nahi Hai.nnKyun Ke Jo Pehle Padhne Ki Thi Uska Waqt Nikal Gaya.nnAb Wo Chahe To Uski Jagah Qaza Namaz Padhle.nnANSWERnnJi Haan Us Ka Waqt Farz Se Pehle Hi Tha Magar Chunke Wo Sunnat E Muwakkadah Hai Aur Abhi Zohar Ka Waqt Baaqi Hai.nnTo Baad E Farz Us Ko Parhna Zaruri Hoga.nn??????????????nKhalifa E Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar QadrinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love