Ruku Aur Sajde me 3 Baar Se Jyaada Tasbeeh Kahna Kaisa Hai?

Mas’Ala: 3 Baar Tasbih Adna Darja hai ki is se kam sunnat Ada na Hogi. Aur 3 Baar se jyaada kahe to afzal hai.nnMagar khatm taak ( be-jood ) Adad par ho, haan Agar Yah imam hai Aur Muqtadi Ghabraate ho to jyaada na kare.nn(Fethul qadir 1- 259)nnHilya me Abdullah ibne mubarak ??? ???? ??? Wagairah se hai ki imam ke liye Tasbihaat 5 Baar Kahna Mustahab Hai. Hadees me hai ki Farmate hai Huzoor ? jab koyi ruku kare Aur 3 Baar “Subhan Rabbiyal’Azim” kahe to uska Ruku pura ho gaya. Aur yah Adna darja hai. Aur jab sajda kare Aur 3 Baar “Subhan Rabbiyal’Ala” kahe to Sajda pura ho gaya. Yah Adna darja hai. Isko Abu Dawood wa Tirmizi wa Ibne maaja ne Abdulla ibne masood ??? ???? ??? Se Riwayat kiya.nnBahar-e-sahari’At Hissa Teesra safa 70nn??????????????nKhalifa e Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love