Agar Maghrib Ki Namaz Bandhne Ke Baad Tisri Rakat Me Isha Ka Time Ho Jaye To Kya Hukm Hai.
Jawab:
Maghrib Ki Namaz Agar Shuru Kar Diya Aur Beech Mein Isha Ki Namaz Ka Waqt Ho Gaya.
To Bhi Maghrib Ki Namaz Mukammal Kare, Namaz Ho Jayegi.
○●●●●●●●●●●●●○
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi
○●●●●●●●●●●●●○
- Advertisement -
Comments are closed, but trackbacks and pingbacks are open.