4 Rakat Namaz Farz Main Agar Imam Sahab Attahiyyat Padh Rahe Ho To Imam Sahab Ne Pura Attahiyyat Padh Liya Aur Teesre Rakat Ke Liye Khade Ho Gaye.
To Ab Jo Muqtadi Adha Attahiyyat Padha Hai Ya Aadhe Se Jyada Padh Liya To Kya Ab Muqtadi Attahiyyat Pura Karke Khade Hona Chahiye.
Ya Imam Sahab Ke Sath Khade Ho Jana Chahiye.
ANSWER
Muqtadi Attahiyyaat Mukammal Padh Ke Phir Teesri Rakat Ke Liye Khada Ho.
والله تعالٰی اعلم
○●●●●●●●●●●●●○
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Dilshad Ahmad Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi
○●●●●●●●●●●●●○
- Advertisement -
Comments are closed, but trackbacks and pingbacks are open.