Ishraq Ki Namaz Aur Chasht Ki Namaz Ka Waqt Kab Se Kab Tak Hai?

Jawab:

Fajr Ke Baad Aurad O Wazaaif Mein Mashgool Rahein.

Yahan Tak Ke Suraj Kuch Unchai Par Aa Jayein, To Ishraq Ki Namaz Parhein.

Aur Suraj Jab Aur Buland Ho Jaayein, To Chasht Ki Namaz Parhi Jaayein.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love