(Lekin Sirf Farz Aur Sunnat E Muakkadah) Padta Hai. Lekin Sunnat E Gair Muakkadah Nahi Padta Aur Na Hi Nafil.
Kabhi Woh Ye Jaan Bujhkar Chodta Hai.
Ab Us Par Kyaa Huqm Hoga?
Jawab:
Sunnat E Gair Muakkidah O Nawafil Na Padhne Par Zaid Par Kuch Ilzaam Nahin.
Khalifa E Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi