Jo Gair Muakkadah Sunnat Ko Muakkadah Ki Tarah Padhe To Uske Liye Kya Hukm Hai.

Maine Dekha Hai Kayi Logon Ko.nnAur Ek Ne Kaha Ki Gair Muakkadah Sunnat Ki Niyat Karne Se Wo Wajib Ki Ehmiyat Rakhti Hai.nnANSWERnnSunnat Gair Muakkadah Ko Pabandi Ke Sath Parhna Aur Use Kabhi Na Chhorna Baais E Ajr O Sawaab Hai.nnnAgar Koi Gair Muakkada Hai To Is Ka Ye Matlab Hargiz Nahi Ke Us Ko Kabhi Chhor Dena Zaruri Ho.nnnBalke Ye Ma?na Hai Ke Parhe To Sawab Hai, Na Parhe To Gunah Nahi.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi nKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love