Namaz e fajr adaa karne ka akhir waqt kya hai

Jisse adaa ho jayein aur namaz qaza na ho agar jamaat chhut jaye?

Jawab:

Fajr ka waqt tulu e fajr (suraj nikalne) tak hai.

Suraj nikalne se pehle agar Namaz e Fajr Mukammal ho jaayein, to ada ho jaayegi.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love