Agar Koi Sahib E Tarteeb Shakhs Ki Halat E Safar Mein Namaz E Asar Nikal Jaye

Aur Maghrib Ki Jamat Ke Waqt Masjid Mein Pahuche.

To Kya Karein Maghrib Padhe Ya Asar Ki Namaz.

Aur Kya Sahib E Tarteeb Apni Ek Namaz Chhoot Jayein Aur Dusri Aa Jayein.

To Usko Pehle Chhoti Hui Hi Padhni Padegi.

Ya Pehle Waqt Ki Namaz Padh Le Baad Mein Qaza Namaz Padhein To Chalega?

Jawab:

Sahib E Tarteeb Ke Liye Zaruri Hai Ke Jo Asar Ki Namaz Qaza Hui Usko Ada Karein.

Phir Namaz E Maghrib Padhein.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love