Kya Leather Belt Pehan Kar Namaz Pad Sakte Hain?

1. Namaz Mein Belt Pehenne Ka Kya Hukm Hai?

2. Agar Belt Pehen Sakte Hain, Toh Konsi Belt Pehen Sakte Hai?

3. Jo Pant Pehen Kar Namaz Padhte Hai. Unko Belt Ki Zaroorat Hoti Hai, Toh Wo Kya Karein?

4. Maine Suna Hai Ke Sirf Chamde Ki Belt Namaz Mein Mana Hai.

Jawab:

Leather Belt Pahen Kar Namaz Parhne Mein Kuch Harj Nahi.

Agar Shirt Inn Nahi Hai, To Namaz Ho Jaayegi.

Belt Agar Chamde Ka Ho, To Bhi Namaz Ho Jaayegi.

Haan! Agar Usme Aisa Metal Jiski Zarurat Na Ho, Laga Ho. To Namaz Makrooh Hogi.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love