Agar Namaz Me Attahiyat Ke Baad Durood e Ibrahim Aadha Padhe
Uske Baad Yaad Aajaye Ki 3 Ri Rakat Mein Uthna Tha.
To Kya Kare. Kya Sajda E Sahu Karna Padhega?
Jawab:
Agar Wo Nafl Namaz Parh Raha Hai, To Us Par Sajda E Sahu Nahi.
Aur Agar Farz, Ya Wajib, Ya Sunnat E Muakkidah Hai.
To Us Par Sajda E Sahu Wajib Hoga.
○●●●●●●●●●●●●○
Khalifa E Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi
○●●●●●●●●●●●●○
- Advertisement -
Comments are closed, but trackbacks and pingbacks are open.