Agar kisi ne namaz mein qayam ki halat mein apne dono hath chhor diye

To ab uski namaz baki rahi ya tut gayi?

Jawab:

Dono hath halat-e-qiyam mein chhor dena amal-e-kaseer hai. Ke door se dekhne wala ye samjhe ke namaz mein nahi hai.

Is wajah se namaz Makrooh-e-Tahrimi hogi.

Khalifa e Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love