Kya Faraiz ke Alawa Sunnat O Nafil Namazo Mein Bhi Surah ki Tarteeb

Aur Dusri Rakat mein Pahli rakat se Choti Surah Padhna Zaroori hai?

Jawab:

Nawafil mein bhi Surato ki tarteeb qiraat mein wajib hai.

Haan Nawafil mein dosri rekaat mein pehli se choti surah parhna zaruri nahi.

Balke barabar bhi parhi ja sakti hai.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love