Zohar ki 4 Sunnat E Muakkadah farz, zohar, Asar, Maghrib aur isha namaz
Mein dusre rakat ke qaide mai attahiyyat ke baad Durood e Ibrahim padhle bhool ke.
To sajda e sahw karna hoga.
Jawab:
Farz, Wajib, ya sunnat e muakkada ke qa’da e ula me attahiyyat ke baad bhool kar durood parh liya, to akhir me sajda e sahw wajib hoga.
○●●●●●●●●●●●●○
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
○●●●●●●●●●●●●○
- Advertisement -
Comments are closed, but trackbacks and pingbacks are open.