Namaz Me Kisi Wajib Ko Qasdan (Jan Bujhkar) Chhodh Diya
Toh Kya Sajda e Sahu Se Talafi Hogi, Ya Nahi ?
Jawab:
Namaz Me Kisi Wajib Ko Qasdan (Jan Bujhkar) Chhodh Diya Toh Sajda e Sahu Se Us Nuqsaan Ki Talafi Nahi Hogi.
Balki Namaz Ko Dobara Padhna Wajib Hoga.
Isi Tarah Agar Bhoolkar Kisi Wajib Ko Chhodh Diya Aur Sajda e Sahu Na Kiya.
Jab Bhi Namaz Ka Dobara Padhna Wajib Hai.
- Advertisement -
Comments are closed, but trackbacks and pingbacks are open.