Zohar Namaz ki 4 Sunnat muakkadah
Fajar, zohar, Asar, Maghrib aur isha me dusre rakat ke qaide me Attahiyat ke baad Durood e Ibrahim padh le bhool ke.
To sajda e sahw karna hoga.
Jawab:
Farz, Wajib, ya sunnat e muakkada ke qa’da e ula me tashahhud k baad bhool kar durood parh liya.
To akhir me sajda e sahw wajib hoga.
○●●●●●●●●●●●●○
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
○●●●●●●●●●●●●○
- Advertisement -
Comments are closed, but trackbacks and pingbacks are open.