Ishraq namaz ki fazilat
Tirmizi Shareef Me Hai Ki Huzoor Sallallahu Alaihi Wa Sallam Ne Farmaya Ki:
Jo Fajr Ki Namaz Jamaat Se Padh Kar Khuda Ka Zikr Karta Rahe.
Yaha Tak Ki Suraj Buland Ho Jaaye.
Phir Doo (2) Rakat (Namaz e Ishraq) Padhe.
Toh Usko Poore Hajj Aur Umrah Ka Sawab Milega.
- Advertisement -
Comments are closed, but trackbacks and pingbacks are open.