Agar Kisi Ke Zimme Farz Namaz Baaqi Hai Aur Wo Nafl Namaz Ada Karta Raha
To Kya Akhirat Me Wo Nafl Namaz Farz Namaz Ke Barabar Ho Jayegi?
Jawab:
Ji nahi, Balke Jiske Zimme Farz Baaqi Ho, Uska Nafl Qubool Na Hoga, Jab Tak Farz Hattal Maqdoor Ada Na Karle.
○●●●●●●●●●●●●○
Khalifa e Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
○●●●●●●●●●●●●○
- Advertisement -
Comments are closed.