Jawab:nnNamaz me Farz Chooth Jaane Se Namaz Fasid Ho Jaati Hai.nnSajda e Sahu Se Uski Talafi Nahi Ho Sakti.nnIsiliye Phir Se Padhna Padhega Aur Sunnat wa Mustahab, Jaise Ta’aouz Tasmiya, Sana, Aameen Aur Takbeerat Inteqal Ke Chooth Jaane Se Sajda e Sahu Wajib Nahi Hota.nnBalki Namaz Ho Jaati Hai.nnMagar Dobara Padhna Mustahab Hai.