Jawab:
Farz Namazo Ki Qaza Farz Hai.
Witr Ki Qaza Wajib Hai Aur Fajr Ki Sunnat Agar Farz Ke Sath Qaza Ho Aur Zawal Se Pehle Padhein.
Toh Farz Ke Sath Sunnat Bhi Padhein Aur Zawal Ke Baad Padhein.
Toh Sunnat Ki Qaza Nahi Aur Zohar Yaa Juma Ke Pehle Ki Sunnatein Qaza Ho Gayi Aur Farz Padh Li.
Agar Waqt Baqi Hai, Toh Padhein Aur Afzal Yeh Hai Ki Pichle Sunnatein Padhne Ke Baad Unko Padhein.