Namaz E Witr Kis Tarah Padhi Jati Hai?

Jawab:

Namaz E Witr Bhi Ussi Tarah Padhi Jaati Hai. Jis Tarah Aur Namaz Padhi Jaati Hai.

Lekin Witr Ki Teesri Rakaat Mein Alhamdu Aur Surah Padhne Ke Baad Kaano Tak Doono Haath Le Jaayein Aur Allahu Akbar Kehte Huwe Haath Waapas Laaye Aur Naaf (Dhondi) Ke Neeche Baandh Le.

Phir Dua-E-Qunoot Padhein.

Phir Uske Baad Aur Namazo Ki Tarah Ruku Aur Sajda Wagairah Karke Salaam Pher De.

Share your love